sbi official site

VISIT SBI OFFCIAL SITE

sbi official site ✔ – Bank uss vittiya sanstha ko kahte hai jo janata se dhanrashi Jama karne tatha janata ko rid dene ka kam karta hai.log apni apni bachat rashi ko suraksha ki drishti se athwa vyaj kamane ke hetu in sansthao Mai jama karte or avashyakta anusar samay samay pr nikalte rahte hai. Kuch log vyaj lene ke liye bhi paise jama karke rakhte hai. Bank is prkar jama se prapt rashi ko vyapariyo Aur? vyavasaya co rid dekar vyaj kamate hai. Arthik niyojan ke vartman yug Mai krishi udyog evam vyapar ke vikas ke liye Bank avm banking vyavastha ek anivarya avashyakta mani jati hai.

SBI OFFCIAL SITE VISIT

Rid dena or bini❤yog ke liye samanya janata se rashi jama karna Aur cheko drafto tatha aadeshon dwara mangne pr us rashi ka bhugtan karna banking vyavsay kehlata hai. Or is vyavasay ko karne bali sanstha kahlati hai.1949 mai banking company adhiniyam ke anusar ,Banking ko ek vittiy sanstha ke roop mai parbhashit kiya gaya hai.

SBI OFFICIAL SITE

Bharat mai aadhunik banking sevao ka itihaas 200 varsh purana hai.bharat ke adhunik banking ki shuruaat British Raj mai hui.19 vi shatabdi ke aarambh mai British East India company ne 3 banko ki shuruaat ki -Bank of Bengal 1706 mai bank of Bombay 1740 mai or bank of madras 1743 mai.

Ye hamare liye bahut fayde mand hai lekin humne kabhi ye jaane ki koshish nahi ki hogi.aakhir is facility ki shuruaat kb se hui hai.chaliye hum iske bare mai apko btate hai.

India ko digital karne ke liye bhi kadam uthane ki shuruaat ho chuki hai,isi kadi mai gaon mai rahne wale logo ko bhi account khulwaya ja rha hai.  Har jarurat ko pura karne ke liye hme paise ki jarurat padti hai,paise hamesha hum apni pocket mai Rkh kr nhi ghum sakte hai. Isliye uski suraksha ke liye ek account ka hona jaruri hai.

ALSO READ :-

Apke pas bhi account jarur hoga. Bhut se aise log bhi hai jo ek se jyada account khulwa ke rakhte hai. Samay aesa aa chuka hai ki logo ko mobile ya internet banking ki suvidha Di jati hai jisse log apne mobile ya computer se apne account ki transactoin ,Bahut hi aaram se kr lete hai.

Yha tk ki rashi jama rakhne tatha rid pradan karne ke atirikt bank anek kam bhi karti hai. Jaise, suraksha ke liye logo se unke abhushan bahumulya vastuye jama rakhna, apne costumers ke
liye cheko ka collection karna, bilo ki katoti karna, agency ka kam karna, gupt rithi se costumer ki arthik sthiti ki jankari lena dena.

Artharth bank keval mudre ka len-den hi nahi karte, varan sakh ka vyavahar bhi karte hai. Isliye bank ko sakh ka sarjankarta bhi kaha jata hai. Bank desh ki
Bikhri property ko kendrit karke desh mai production.

Ke karyo mai lgate hai jisse punji nirman ko protsahan milta hai or production ki pragati mai help milti hai.

 

BY RENU SHARMA✔

Leave a Comment